Namaskar doston aap sabhi ka bahut bahut Swagat hai hamare blog helper club mein aaj ham baat Karne Wale Hain oLX marketing ke bare mein is article ki help se aapko Pata chalega ki oLX kya hai oLX per reselling kaise kar sakti hain oLX per jyada Se Jyada order Kaise La sakti hain oLX ko free mein use karna aur OLX ko payment Karke use karna kitna faydemand hai. Chaliye to is article ko shuru Karte Hain.
1. OLX kya hai ?
Doston oLX ek buy and selling platform hai yahan per aap koi bhi product khareed sakte ho aur koi bhi product bech sakte ho oLX per aap location ke hisab se Apne product ko list kar sakte ho or oLX ki jo Sabse Badi baat hai bo hai oLX ke hundred million active user hai iSI vajah se Yahan per product sale hone ke chance jyada Hote Hain.
2. OLX per reselling kaise kar sakti hain ?
Bahut Sare log reselling Karte Honge lekin unhen jyada order Nahin Aate Honge bahut Sare log facebook Marketplace use karte Honge lekin bahut Sare Logon ki Facebook Marketplace block ho gai Hogi jis vajah Se vah Facebook Marketplace use nahin kar pa Rahe Honge aur unko order Nahin a Rahe Honge to vah log oLX Marketplace use kar sakte hain aur OLX per resaling product sale kar sakte hain.
3. OLX Marketplace kyon faydemand Hai ?
Doston yah Ek Bada Sawal hai ki oLX Marketplace kyon Jyada jaruri hai aur iska kya fayda hai chaliye to Aage Baat Karti Hain oLX Marketplace ke benefits ki
Sabse pahle chij yahan per hundred million active user Hain jinmen se Kuchh buyer aur kuchh Seller Hain to Yahan pe audience base bahut bada hai to product sale hone ke chance sabse Jyada Rehte Hain
Doston oLX Marketplace main aap location ke hisab se apne product ko post kar sakte ho aap Jaise Bhi location mein apne product ko dikhana chahte ho use location ko choose Karke aap apne product ko post kar sakte ho
Doston oLX Marketplace per aap free mein listing kar sakte ho free listing main aapko 5 post per month milati hai agar aapko isase Jyada post karni hai to aapko Inka premium plan kharidna Padega
OLX Marketplace per jyadatar bhartiya hai aur aap log jovi reselling application use karte ho vah sirf aur sirf india mein hi delivery Karate Hain jisse Ki aapko iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
4. OLX Marketplace per sale karne ka kya process hai ?
Doston sabse pahle aapko oLX ka application yah olx.in website per Jana Hoga
Uske bad aapko apna registration karna hoga aap Chahe to apni Facebook ID se bhi sign up kar sakte ho yahan per aap apni Gmail ID se bhi sign up kar sakte ho
Registration hone ke bad aap aasani se post kar sakte ho aapke Samne Sell ka option dikhega us per aapko click karna hai aur apne product ki jankari aur product ke photo upload karne hain aur location change karni hai jahan per aap sale karna chah rahe ho iske bad aapko post kar deni hai
Kuchh hi der mein aapke post public ho jayegi aur log aapko message bhej sakte hain aur aap se baat kar sakte hain aap unko Apna product kharidne ke liye convence kar sakte ho
To doston yah thi oLX Marketplace ke bare mein puri jankari doston jin hone resalling application abhi download Nahin Kiye Hain to Ham Niche trusted reselling application ke link de rahe hai jinse aap 25 se 30 hajar rupaye mahine Kama sakte ho to niche Diye Hue link se an application Ko download kar le
Best Reselling Platform Meesho Refer Code :- SELLERC395 Meesho :- https://meesho.com/invite/SELLERC395 Glowroad :- https://glowroad.com/invite/11HUNNA Shop 101 :- http://www.shop101.com/app?d-148_c-20 Shop 101 Refer Code :- YCWB5Y Hiboss :- https://www.hibossapp.com/invitation/...
Best Reselling Platform Meesho Refer Code :- SELLERC395 Meesho :- https://meesho.com/invite/SELLERC395 Glowroad :- https://glowroad.com/invite/11HUNNA Shop 101 :- http://www.shop101.com/app?d-148_c-20 Shop 101 Refer Code :- YCWB5Y Hiboss :- https://www.hibossapp.com/invitation/...






0Comments