ad

WORDPRESS PAR FREE WEBSITE KAISE BANYAE.

Aaj baat karenge wordpress par website banane ki agar aap Chahte Hain ki wordpress par free me website Kaise create ki Jati Hai to Aap Hamare is article ko poora padh sakte hain to Dosto waise to bloge ya website banane ke bahut Sare platform online available hai aap bahut Sare platform kr ke aap free mein website bana sakte hain aur Kuch Aise Bhi platform Hai Jahan Par aap kuch payment Karke apni website bana sakte hain lekin Aaj Hum Baat Karne Wale Hain wordpress par kaise apni free ki website Banaye aur usse Google may publish kare. 



Wordpress kya hai .?


Dosto sabse Pehle main aapke kuch questions ke reply dene ki koshish Karunga Jo Aapke dimag Mein Aksar Hote Hain to sabse pahla  Aapke dimag Mein hoga ki yeah wordpress kya hai aur yaha Hum website Kaise bana sakte hain to dost main aap ko batana Chahunga k WordPress ek website designing ka platform hai jo aapko Ek service deta hai ki aap in ke site par jakar apni website bana sakte hain aur isme wordpress aapko do service provide karti hai ek  paid survice hoti hai 1 free service hoti hai paid Service main Yahan kuch extra feature aap ko Deti Hai main Agar simple bhasha mein baat ki jai to wordpress free program chalta hai woh sirf is Liye hota hai ki new user samajh sake ki platform ko kaise use karna hai jab aap log in ke platform ko use karna sikh jahoge phir aap unke paid program Ko join kar loge Jiska Yahan monthly charge Lena hota Hain. 

Kya website Banane Mein coding ki jarurat padti hai 


To dosto yahan Pe Sab Se Jyada Pucha Gaya question hai ki wordpresss par bloge ya website Banane par Hame coding ki jarurat padegi to iska jawab hai ki aap ko thodi bahut coding Aati Hai to to theek hai agar aap ko bilkul B coding nahi aati to aap Google se thoda bahut sikh kr wordpress par apni website ko Mange kar sakte ho mere Kehne ka tatparya yehi Hai  WordPress bahut acchi hai lekin agar aap eska paid feature use Karoge to aapko thodi bahut coding ki jarurat to padegi  is coding co-aap Google se sikh sakti ho aur YouTube se bhi Shikh sakti ho. 

Website Banane me kitna kharcha aayega 


Dosto ek normal question hai jisse log Aksar Puchte Hain ki agar Hum  website Banaye to usme total kitna kharcha aayega waise to dosto website free may be Ban Jati Hai lekin agar aap apni website ko ekdum professional banana chahti ho to aapko thoda bahut paise kharch karne ki jarurat padegi ek website me aapko 2000 se lekar 5000 rupay tak kharch karne par sakte hain website ko professional Banane mein. 

Website mein kharcha kyu Aata Hai 


Dosto aap sochte Honge ki Ek Taraf To Hum free maybe website bana sakte hai ab dusri Taraf hum paise Deke website kyu Banaye yahan pe bhi Soch sakte hain keypaid website aur free website mein kya difference hota hai aur paid website Mein Hame paise dene ki jarurat kyu padti hai. 

Doston paid website mein aapke Haath Mein pura control Hota Hai apni website ko Mange karne ka jiske Liye aapko kuch chije kharidne padhate Hain uske liye aap ko paisa dena padta hai jab aap website banate Ho to aapko normally domain name hosting themes plugging in Sabhi par kharcha karna padta hai kharcha aap ki website kar depend karta hai aap ki website kis Liye Banaye ja rahi hai aur usme kya kya feature aap add kar rahi 

To ye hai  aap ke question ab baat karenge wordpress par free of cost aap apni website Kaise create kar sakte hai to dosto neeche Mein video  de raha hoon us video ko dekh kar aap pura dekh Lijiye aur aap ko samajh mein aa jayega wordpress par free me website Kaise Banai Jati Hai 

To dosto aapko Yah article kaisa laga hame comment Karke bta de .agar aap Chahe to hamare is article ko apne friend of family ke saath share bhi kar sakte hain

Post a Comment

0Comments