Namaskar dosto aap sabhi ka ek baar bahut bahut Swagat hai main Rohit Sharma Aap Sabhi Ke Saath jhud chuka hoon aaj iss article mein baat karenge youTube awards ke bare mein jo key YouTube ke dwara youtubers ko Diye Jate Hain agar aap YouTube par video dalte Ho ya aap future mein youTube par apni video dalna chahte ho to aapko ye Baat Jarur Jaan leni chahiye ki YouTube aapko kaun kaun se award De sakta hai.
doston youTube ke dwara 3 Tarah k a award Diye Jate Hain joki depend karta hai hi aapke a subscriber base par.
1. Silver play button 2. Gold play button 3. Diamond play button
Ye tin award youTube ke dwara youtubers ko Diye Jate Hain lekin kaun sa award kab Diya jata hai iske bare mein bhi thodi Si baat kar lete hain.
1. Silver play button
Doston mostly youtubers ko jinko YouTube par video dalte dalte ek Saal ho gai hai unko silver play button Mil Gaya hoga youTube ke dwara silver play button Unhe Diya jata hai Jinke 100000 se Jyada subscriber Ho Jaate Hain. Iska matlab sirf ya nahin hai ki aapke 100000 subscriber Ho Gaye to aapko silver play button Mil Jayega silver play button pane ke liye aap ke pass jitne bhi subscriber Hain uska 30 percent subscriber base active hone chahiye.
2. Gold play button
India ke kuch YouTuber ne gold play button bhi pa liya hai or gold play button jab Diya jata hai Jab Kisi Ke channel par 10 lakh Se Jyada subscriber ho Jaate Hain aur 10 lakh ka 30 percent log unki video ko dekhte hain pratyek button youTube ke dwara aapke ghar par pahunch gaya jata hai.
3. Diamond play button
Dosto diamond play button sabse bada aur sabse respectful gift mana jata hai aur Diamond play button youTube ki taraf se UN Logo Ko diya jata hai hi Jinke 10000000 Se Jyada subscriber hote Hain abhi ke Dinon mein kuch Bhartiya YouTubers ko bhi Diamond play button mila hai haal hi k din Mein technical Guruji aur Amit Badhana ko mila Hai.
To doston yeah tha article youTube ke dwara Diye Jane Wale awards ke bare mein aapko Yahan article kaisa laga hamein comment Karke Jarur Bataye







0Comments